Shayari and Ghazals of Ghalib
Ghalib is a very famous name in the literature of urdu. The real name of Ghalib is Asad Ullah Khan and Ghalib is pen name which is also called a तख़ल्लुस in urdu.
In Shayari and Ghazals of Ghalib I posted one famous ghazal written by Ghalib Sahab. I hope you like Shayari and Ghazals of Ghalib.
Shayari of Ghalib
Ye Masaile Tasawwuf Yeh Tera Bayan Ghalib
Tuze Hum Wali Samjhte Jo Na Baad Khwar Hota
Huye Mar Ke Hum Jo Ruswa Huye Kyu Na Garke Darya
Na Kabhi Janaza Uthata, Na Kahi Majhar Hota
ये मासाइ ले तसव्वुफ़ यह तेरा बयान ग़ालिब
तुझे हम वली समझते जो न बाद ख्वार होता
हुए मर के हम जो रुसवा हुए क्यू न गरके दर्या
न कभी जनाज़ा उठता, न कही मज़ार होता
Ghazal of Ghalib
Aur Bazar Se le Aaye Agar Tut Gaya
Sagar-e-Jam Se Mera Jaam-e-Sifal Achha Hai
Unke Dekhe Se Jo Aati Hai Muh Par Rounak
Wo Samzte Hai Ki Bimar Ka Haal Achha Hai
Dekhiye Paate Hai Ushhaq, Booto Se Kya Faiz
Ek Bramhan Ne Kaha Hai Ki Yeh Saal Achha Hai
Humko Maloom Hai, Jannat Ki Hakikat, Lekin
Dilke Khush Rakhne Ko, ‘Ghalib’ Yeh Khayal Achha Hai
और बाज़ार से ले आए अगर टूट गया
सागर-ए-जाम से मेरा सिफाल अच्छा है
उनके देखे से जो आती है मुह पर रौनक़
वो समझते है कि बीमार का हाल अच्छा है
देखिए पाते है उश्शाक़, बुतों से क्या फैज़
इक ब्रहमन ने कहा है कि यह साल अच्छा है
हमको मालूम है, जन्नत की हक़ीकत, लेकिन
दिलके खुश रखने को ‘ग़ालिब’ यह खयाल अच्छा है
Read More Shayari’s
Beautiful Shayari on Sharab – शराब शायरी
Sad Shayari Collection in Hindi
Visit My Instagram Page @saranggraut